Saturday, December 07, 2013

jab li suraj ne angdai ,toh yaad teri aayi
jab hui shaam ,toh yaad teri aayi
jab fiza mehki toh yaad teri aayi
jab sama tha rangeen toh yaad teri aayi
yaad inti teri aayi is kadar
kya kahu ae humsafar
jab jab saanse li
toh khushboo teri aayi


No comments:

Post a Comment